Roz Dhan App Se Paise Kaise Kamaye? 2025 Ka Real Experience ๐ธ
1. Roz Dhan App Se Paise Kaise Kamaye? 2025 Ka Real Experience ๐ธ
Aaj ke time me har koi online paise kamaana chahta hai, lekin zyada apps ya to fake hote hain ya bahut mushkil.
Main yeh post un logo ke liye likh raha hoon jo genuinely Roz Dhan app se paisa kamana chahte hain, bina jhooth ke.
2. Roz Dhan kya hai ?
Yeh ek free app hai jahan aapko daily kuch simple kaam
milte hain jaise news padhna, daily login karna,
steps walk karna, etc. In sab ke liye aapko coins milte hain jo real cash me convert hote hain.
3. Signup ka process (1st time users ke liye):
Sabse pehle Play Store se “Roz Dhan” app install karo.
App open karne ke baad apna mobile number se register karo.
OTP aayega, verify karo.
Uske baad referral code dalne ka option aata hai — agar referral code use karte ho to ₹50 tak bonus milta hai.
4. Earning karne ke real tareeke:
Daily Login: Rozana app open karne par coins milte hain.
News Padhna: News section me articles padho aur time spend karo.
Steps Chalna: Roz walk tracker on rakho — jitna chalo, utne coins milege.
Tasks Complete Karo: Offers aur downloads complete karne par bhi paisa milta hai.
Refer & Earn: Apne doston ko invite karo. Har valid signup pe ₹12–₹25 milta hai.
5. Paisa kaise nikaale ?
Jab aapke Roz Dhan wallet me ₹200 ho jaye, to aap directly apne Paytm wallet me paisa transfer kar sakte ho. Minimum withdraw ₹200 ka hota hai.
6. Mera experience (real):
Maine Roz Dhan ko 1 week use kiya. Daily login aur 2–3 dost refer karke mujhe ₹300 mila.
Agar aap regular ho aur 30–40 min daily dete ho, to ₹400–₹500 har din kama sakte ho.
7. Final Tips:
Fake referrals mat do — block ho sakta hai.
News padhte waqt time complete karo, warna coins nahi milenge.
8. Apna Paytm number sahi daalna — warna paisa transfer nahi hoga.
Comments
Post a Comment